-
Status : OnlineJoin Date : Jul 2004Age: 25Posts : 43,809
- Thanks
- 62
- Thanked 1,830 Times in 365 Posts
Rep Power : 500
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (2010) *All songs Lyrics*
Lyrics of Agar Hum Tum Ko Song
Agar hum tum ko chede to, kya roothogay humse bolo
Hatto ji jao rehno do, zara ja ke muh do lo
Khata ban kar ke cha jaaye
Khata ban kar ke cha jaaye
Kahin babuji na aa jaaye

Jaan-e-mann mauka mila hai, dekho kya mausam khila hai
Mihi yun hai aur junoon hai de do dil
Ye kaisi ratt lagi hai, kya din mein bangh pee hai
Auto lo ji ghar chalo ji, bhar ke bill
Chalo phir raahon mein gaaein
Kyun, chalo phir raahon mein gaaein
Police wale na le jaaye
Agar hum tum ko chede to, kya roothogay humse bolo
Dekho kuch problem nahin hai, yahan ka system yehi hai
My dear ji come near me in the rain
Uchlo na besharam se, maanu kehna kasam se
Haath chodo jaldi todo aayi train
Raj aur Simran ban jaaye
Kyun, Raj aur Simran ban jaaye
Last local na nikal jaaye
Agar hum tum ko chede to, kya roothogay humse bolo
Hatto ji jao rehno do, zara ja ke muh do lo
Khata ban kar ke cha jaaye
Khata ban kar ke cha jaaye
Kahin babuji na aa jaaye
Agar hum tum ko chede to, kya roothogay humse bolo
Lyrics of Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Song
Aa gaye Mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabi lineay viyast hai bhaiya
Aa gaye Mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabi lineay viyast hai bhaiya
Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna - 3 times
.. vasudeva .. mumbai deva vasudeva ..
Badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare
Ye signal ye local, dost hai naye tumhare
Naa zyada sun na, naa zyada boli na
Paane mein hawa bhi kum le saans bhi pyare
Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna - 2 times
Apna woh hota nahin jo apna lagta hai
Wrong hai right, jaib hai tight, lekin sab chalta hai
Rasta hai seedha jo tu tedha chale
Yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai
Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna - 2 times
Kaale kaale coat, hare hare note
Taxi'ian kaali peeli
Technicolor hai ye sehar, baate iski rangeeli
Lekin khushiyon ka color hai kaun sa
Tu pehchane ye to bas zindagi jee lee
Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna - 2 times
Aa gaye Mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabi lineay viyast hai bhaiya
Mehnga padh gaya sapne bun na, mehnga padh gaya sapne bun na
Na ghar ke na ghaat ke munna - 4 times
Lyrics of Na Ghar Ke Na Ghaat Ke - Promotional Song
Kabhi chatte kabhi ganje saare bas yehi kehte gaye
Budhi ke saare ganje, ik saath hi rehte gaye
Kabhi chatte kabhi ganje saare bas yehi kehte gaye
Budhi ke saare ganje, ik saath hi rehte gaye
Khuda bas hi jab ban deve
Arrey kahan na dohe maiko dhande mein
Arrey sun le zamane tu zara
Aasman pe noon hai gun na
Ghar ke na ghaat ke munna
Munna re munna re munna
Ghar ke na ghaat ke munna
Aasman pe noon hai gun na
Ghar ke na ghaat ke munna
Munna re munna re munna
Ghar ke na ghaat ke munna
Papa mainu kehnde si PG na tu jaayio
Kudiyan ni gali vich akkh na ladiyo
Papa hume bole ke PG matt jaayio
Ladkiyan ke college mein seetian na bajaiyo
Bhangra kaju hai kya kaju, ho gaya main deewana
Thakhqt e jigar, aaja idhar, gaaye jar ye gaana
Bhangra kaju hai kya kaju, ho gaya main deewana
Thakhqt e jigar, aaja idhar, gaaye jar ye gaana
Kahan hai kal ki fikar kisko
Arrey abhi baje ga tera de disco
Arrey DJ hai yaar apna
Aasman pe noon hai gun na
Ghar ke na ghaat ke munna
Munna re munna re munna
Ghar ke na ghaat ke munna
Aasman pe noon hai gun na
Ghar ke na ghaat ke munna
Munna re munna re munna
Ghar ke na ghaat ke munna
Arri labh ki dagar, dil ka nagar hayi ve jazbaaton ka
Aata nahin signal nazar, darr hai ab ghaaton ka
Arri labh ki dagar, dil ka nagar hayi ve jazbaaton ka
Aata nahin signal nazar, darr hai ab ghaaton ka
Bhool garazta andhere mein
Arrey cha ch nikal lai sawere mein
Arrey jab tootay sapna
Aasman pe noon hai gun na
Ghar ke na ghaat ke munna
Munna re munna re munna
Ghar ke na ghaat ke munna
Aasman pe noon hai gun na
Ghar ke na ghaat ke munna
Munna re munna re munna
Ghar ke na ghaat ke munna
Kabhi chatte kabhi ganje saare bas yehi kehte gaye
Budhi ke saare ganje, ik saath hi rehte gaye
Khuda bas hi jab ban deve
Arrey kahan na dohe maiko dhande mein
Arrey sun le zamane tu zara
Aasman pe noon hai gun na
Ghar ke na ghaat ke munna
Munna re munna re munna
Ghar ke na ghaat ke munna
Aasman pe noon hai gun na
Ghar ke na ghaat ke munna
Munna re munna re munna
Ghar ke na ghaat ke munna
Aasman pe noon hai gun na
Ghar ke na ghaat ke munna
Munna re munna re munna
Ghar ke na ghaat ke munna
Lyrics of Sajan Bawre Song
Pitari, pitari ..
Chan ni cho ke tan ko pighal ne lagey
Haye odhni odh to woh fisalne lagey
Kya lugai mein haye
Kya lugai mein doondhe sajan bawre
Dekh chu ke laga doon agan bawre
Sajan bawre, sajan bawre
Kya lugai mein doondhe sajan bawre
Dekh chu ke laga doon agan bawre
Mahi, mahi ..
Jaane kahan khoya mere badan pe sharara tha
Kamariya ka dil chunariya bhi kunwara tha
Haye jaane kahan khoya mere badan pe sharara tha
Kamariya ka dil chunariya bhi kunwara tha
Aake meri kamariya ka dil doondh le
Mere lehnge ki silvat mein dil doondh le
Dilrubayi mein haye
Dilrubayi mein beetay saavan bawre
Kahan mujhsi mile gi dulhan bawre
Sajan bawre, sajan bawre
Dilrubayi mein beetay saavan bawre
Kahan mujhsi mile gi dulhan bawre
Hey champa, dikha de jatka, kamariya latkaa, dikha de jatka
Mohe ang laga le tere sab gum bhula doon main
Ghodi chada hai tujhe rocket chada doon main
Mohe ang laga le tere sab gum bhula doon main
Ghodi chada hai tujhe rocket chada doon main
Maana ke America mein parmaanu bomb hai
Kya button meri choli ka uss se kam hai
Kyun sagai mein haye rama
Kyun sagai mein attkaye mann bawre
Tujhko doongi nishani button bawre
Sajan bawre, sajan bawre
Kyun sagai mein attkaye mann bawre
Tujhko doongi nishani button bawre
Chan ni cho ke tan ko pighal ne lagey
Haye odhni odh to woh fisalne lagey
Kya lugai mein haye
Kya lugai mein doondhe sajan bawre
Dekh chu ke laga doon agan bawre
Sajan bawre, sajan bawre
Kya lugai mein doondhe sajan bawre
Dekh chu ke laga doon agan bawre
Arrey aisan laga tuhara chaska, mann buhraya jaaye re
Arrey aisan laga tuhara chaska, kuch u samaj na aaye re
Sajan bawre, sajan bawre
Dekh chu ke laga doon agan bawre
Kya lugai mein doondhe sajan bawre
Dekh chu ke laga doon agan bawre
Kya lugai mein doondhe sajan bawre
Similar Threads
-
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (2010) ~320kbps [DJLUV] *Direct MP3 download*
By ♡♥♡ Myra ♡♥♡ in forum 2010Replies: 34Last Post: 07-20-2010, 07:45 AM -
Music Review - Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (2010)
By Gl@d!@toR in forum Music & Movies | ReviewsReplies: 2Last Post: 03-04-2010, 09:16 PM -
Shaapit (2010) All Songs Lyrics
By ♡♥♡ Myra ♡♥♡ in forum • Hindi Song Lyrics •Replies: 0Last Post: 02-11-2010, 08:43 PM -
My Name Is Khan (2010) All Songs Lyrics
By Nevin in forum • Hindi Song Lyrics •Replies: 2Last Post: 01-12-2010, 05:20 AM
Visitors found this page by searching for:
Nobody landed on this page from a search engine, yet!
SEO Blog
LinkBack URL
About LinkBacks

Reply With Quote

Bookmarks